Ye zindagi usi ki hai ANARKALI lyrics Hindi and English ये ज़िन्दगी उसी की है अनारकली
Ye zindagi usi ki hai ANARKALI ये ज़िन्दगी उसी की है अनारकली
Ye zindagi usi ki hai ANARKALI ये ज़िन्दगी उसी की है अनारकली
फ़िल्म: अनारकली / anaarkali (1953)
गायिका: लता मंगेशकर
संगीतकार: सी. रामचंद्र
गीतकार: राजेंद्र कृष्ण
अदाकार: प्रदीप कुमार, बीना राय
गायिका: लता मंगेशकर
संगीतकार: सी. रामचंद्र
गीतकार: राजेंद्र कृष्ण
अदाकार: प्रदीप कुमार, बीना राय
ये ज़िंदगी उसी की है, जो किसी का हो गया
yeh zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
yeh zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
प्यार ही में खो गया,
pyaar hi me kho gaya
ये ज़िंदगी …
yeh zindagi usi ki hai
ये बहार, ये समा, कह रहा है प्यार कर
yeh bahaar yeh samaa keh raha hai pyaar kar
yeh bahaar yeh samaa keh raha hai pyaar kar
किसी की आरज़ू में अपने दिल को बेक़रार कर
kisi ki arzoo mein apne dil ko bekarar kar
kisi ki arzoo mein apne dil ko bekarar kar
आ रही है ये सदा…
aa rahi hai ye sadaa
aa rahi hai ye sadaa
आ रही है ये सदा, मस्तियों में डूब जा
aa rahi hai sadaa mastiyon mein doob ja
aa rahi hai sadaa mastiyon mein doob ja
ये ज़िंदगी …
yeh zindagi
धड़क रहा है दिल तो क्या, दिल की धड़कनें ना गिन
dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanein na gin
dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanein na gin
फिर कहां ये फ़ुर्सतें, फिर कहाँ ये रात-दिन
phir kahaan yeh fursatein phir kahaan yeh raat din
ज़िंदगी है बेवफ़ा…
zindagi hai bewafa
zindagi hai bewafa
ज़िंदगी है बेवफ़ा, लूट प्यार का मज़ा
zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa
zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa
ये ज़िंदगी …
yeh zindagi
जो दिल यहाँ न मिल सके, मिलेंगे उस जहान में
jo dil yahaan na mil sake milenge us jahaan mein
jo dil yahaan na mil sake milenge us jahaan mein
खिलेंगे हसरतों के फूल, जा-ए-आसमान में
khilenge hasraton ke phool ja-e-aasman mein
khilenge hasraton ke phool ja-e-aasman mein
ये ज़िंदगी चली गई
yeh zindagi chale gayi
ये ज़िंदगी चली गई जो प्यार में तो क्या हुआ
yeh zindagi chale gayi jo pyaar mein to kya hua
yeh zindagi chale gayi jo pyaar mein to kya hua
ये ज़िंदगी …
yeh zindagi
सुनाएगी ये दास्तां, शमा मेरे मज़ार की
sunayegi yeh dasataan, shama mere mazaar ki,
sunayegi yeh dasataan, shama mere mazaar ki,
खिज़ां में भी खिली रही, ये कली अनार की
khizaan me bhi khili rahi ye kali anaar ki
khizaan me bhi khili rahi ye kali anaar ki
इसे मज़ार मत कहो
ise mazaar mat kaho
इसे मज़ार मत कहो, ये महल है प्यार का
ise mazaar mat kaho yeh mahal hai pyaar ka
ise mazaar mat kaho yeh mahal hai pyaar ka
ये ज़िंदगी …
ऐ ज़िंदगी की शाम आ, आ ........................
ae zindagi ki shaam aa, aa …………………………..
ऐ ज़िंदगी की शाम आ, तुझे गले लगाऊं मैं
ae zindagi ki shaam aa tujhe gale lagaaun mein
ae zindagi ki shaam aa tujhe gale lagaaun mein
तुझी में डूब जाऊं मैं
tujhi mein doob jaun mein
tujhi mein doob jaun mein
जहाँ को भूल जाऊं मैं
jahan ko bhool jaun mein
jahan ko bhool jaun mein
बस एक नज़र मेरे सनम,
bas ek nazar mere sanam
अल्विदा .... अल्विदा….
alvida …. alvida….
alvida …. alvida….
अल्विदा …
अल्विदा …
alvida….. alvida…..
alvida….. alvida…..
अल्विदा …
अल्विदा …
alvida …… alvida……
(जा-ए-आसमान = आसमान वाली जगह )
No comments:
Post a Comment