Monday, November 28, 2011

Aa laut ke aaja mere meet

Aa laut ke aaja mere meet tujhe mere geet bulate hain.

Rangeela re tere rang mein


Rangeela re, ae rangeela
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re 
Palkon ke jhoole se sapnon ki dori, Pyaar ne baandhi jo tune voh todi
Khel yeh kaisa re, kaisa re saathi, Diya to jhoome hain, roye hain baati
Kahin bhi jaaye re, roye ya gaaye re, Chain na paaye re hiyaa
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re 
Dukh mera dulha hai, birha hai doli, Aansu ke saari hai, aahon ki choli
Aag main piyoon re jaise ho paani, Naari deewaani hoon peeda ki rani
Manwa yeh jale hai, jag saara chhale hai, Saans kyoon chale hai piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re 
Maine to seenchi re teri yeh raahein - 2, Baahon mein teri kyoon auron ki baahein
Kaise tu bhoola voh phoolon si raatein, Samjhe jab aankhon ne aankhon ki baatein
Gaaon ghar chhoota re, sapna har toota re, Phir bhi tu rootha re piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re 

Tuesday, November 22, 2011

Send a request

If you require notations/lesson of any old Indian bolywood song. You may request in the comment column. I will try to load it in the blog.

Sunday, November 20, 2011

Ek Pardesi Mera Dil le gaya song notation lesson

एक परदेसी मेरा दिल ले गया जाते जाते अंखियों में आंसू दे गया. 
ek paradesee meraa dil le gayaa
jaate jaate meethhaa meethhaa gam de gayaa

kaun paradesee teraa dil le gayaa
motee motee aakhiyon mein aansoo de gayaa

mere paradesiyaan kee yahee hain nishaanee
aakhiyaan bilor kee, sheeshe kee jawaanee
thhandee thhandee aahon kaa salaam de gayaa

dhoondh rahe tuze laakhon dilawaale
kar de o goree jaraa aankhon se ujaale
aankhon kaa ujaalaa paradesee le gayaa

us ko bulaa doon, saamane laa doon
kyaa muze dogee jo tum se milaa doon
jo bhee mere paas thaa wo sab le gayaa


Monday, November 14, 2011

Ek tu hi tu hi Mausam song notation lesson

Menda to hai rab kho gaya, ed tu hi tu hi Mausam song notation lesson. Shahid Kapoor. try.